We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Ailaan​-​e​-​Jang

by rearts records

/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $15 USD  or more

     

  • Full Digital Discography

    Get all 4 Karakoram releases available on Bandcamp and save 20%.

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality downloads of KYUN | Karakoram x Hasan Raheem, Unplugged, Ailaan-e-Jang, and Ibtida. , and , .

    Purchasable with gift card

      $23.20 USD or more (20% OFF)

     

1.
Chordun ye raah ya chalta rahun? Beetain kal ki aag mei jalta rahun? Ye zulm mera nahi Ye waqt tera nahi Khamosh na honge ab Toofaan thamma nahi Ailan e Jang hai ye! Ailan e Jang hai ye! Jhoot mei gumraah jo tere hamra Haar ke jalay yun wujood tera Jang! Jang! Jang! Jang!! Jang hai ye! Ailan e Jang hai ye! Jang hai ye! Ailan e Jang hai ye! Azaad ab tum ho ke! Ghulaam hi rahogay! Aazaad ab tum ho ke! Ghulaam hi rahogay! Azaad ab tum ho ke! Ghulaam hi rahogay! Azaad ab tum ho ke! Ghulaam hi rahogay!
2.
Bhoolay 04:07
Kaheen duur se aawazain Pukaray tujhe Behkae tujhe Koi tha jo tera Kya woh tera raha Akele hi thay akelay rahay Dil mei jo ho suno Dil mei jo ho suno Bhoolay chalay Akelay rahay Na tera koi yahan Bhoolay chalay! Aur haaray hue tum chaltay rahay Koi na tera Koi na sunay Kal thay jo yahan Khoe hi rahay Pukaray tujhe Behkae tujhe Dil mei jo ho suno Dil mei jo ho suno Bhoolay chalay Akelay rahay Na tera koi yahan Bhoolay chalay! Chalay! Akelay rahay! Chalay! Bhoolay! Bhoolay! Chalay!
3.
Kal Nahi 04:31
Haaray hue ho Umeedon ko kyun dil se lagatay ho? Khoay hue ho Raaston ko kyun tum yun bhulatay ho? Manzilain jo na milin Unhay choro tum yun chalo Aarzoo jo na hui Unhay bhoolo tum yun barho Jo aaj hai woh kal nahi woh Kal nahi woh kal nahi Dil mei tere ye gham nahi ye Gham nahi ye gham nahi Khoay hue ho In sawalon mei kyun tum yu uljhay ho Khoi teri raah! Par tu andheron mei tanha chalta raha Manzilain jo na milin Unhay choro tum yun chalo Aarzoo jo na hui Unhay bhoolo tum yun barho Jo aaj hai woh kal nahi woh Kal nahi woh kal nahi Dil mei tere ye gham nahi ye Gham nahi ye gham nahi Jo aaj hai woh kal nahi woh Kal nahi woh kal nahi Dil mei tere ye gham nahi ye Gham nahi Jo aaj hai woh kal nahi woh Kal nahi woh kal nahi Dil mei tere ye gham nahi ye Gham nahi ye gham nahi Kal nahi Kal nahi Kal nahi!
4.
Raasta 04:30
Chaltay hi chaltay aasman tootay Weeranion mei galian goonjain Dhoondun kya? Mei dhoondun kya? Kho raha Kyun kho raha? Oooo ooo Oooo ooo Kahan hai teri daastan? Tu bhoolay Socho mei na thi ye khalla Dhoonday tu kya? Dhoondunga jo na mila Raasta Jeenay ka Oooo ooo Oooo ooo Raasta Jeenay ka Raasta Jeenay ka Oooo ooo Oooo ooo
5.
Bekhudi 05:32
Ye berang zindagi mei kyun uljhay rahein Ye ankahi baaton ka kyun yakeen karein Kyun? Iss dal dal mei hum dhastay yun rahein Kyun? Iss jhoot ko sab zindagi kahein Ye! Ye! Bekhudi! Ye! Ye! Ab Nahi! Jab doobnay ko gehrai na ho Jaagoge tum tabhi Jab har kadam pe apne na ho Sochoge tum tabhi Kyun? Ab sochay tu jab waqt chala gaya Kyun? Ab kaanpay tu jab bas mei na raha Ye! Ye! Bekhudi! Ye! Ye! Ab Nahi! Ye! Ye! Bekhudi! Ye! Ye! Ab Nahi! Ye! Ye! Bekhudi! Ye! Ye! Ab Nahi! Ye! Berang zindagi mei kyun uljhay rahein? Ye! Ankahi baaton ka kyun yakeen karein?
6.
Toofaan 03:52
Khoj mein rahay Khud ko hi kho die Aasmaan jalay Mujhpe hi kyun giray Toofaan na rukay Ye aag na bujhay Ragon mein kaisa ye Josh hai rawan Doray ye junoon Bas mein na kuch raha Toofaan na rukay Ye aag na bhujay Toofaan na rukaay Ye aag na bhujaay Toofaan toofaan toofaan Ye aag ye aag Ye aag!
7.
Ruk Ja 04:34
Door thay tere mere raastay Na juray na milen ye faaslay Meri aankhon mei tere, mere Yaadon ke woh silsilay Bhool ke bhi ab teri woh yaad Jaanay na de uss paar Kaise? Iss kadar paas thay aik jaan thay Kaise? Iss aag mei hum jal gae oh Meri aankhon mei tere, mere Yaadon ke woh silsilay Bhool ke bhi ab teri woh yaad Jaanay na de uss paar Do pal ki zindagi Ruk ja Ye aakhri lamha Ruk ja Ruk ja Ruk ja
8.
Andhera 03:56
Andheron mei jo ho gum tum Goonjti in cheekhon ko tu sun Doobtay iss sooraj ko tum dekho Apna ghuroor nikalay pheko Aaj hai per kal nahi Saas hai per dum nahi Kaisi hai ye roshni jo karay Andhera! Andhera! Veeranion mei jo tum khoay Koi nahi yahan tum roay Tum roay! Jis bal pe zinda woh kya hai? Kyun tera dil wahan na jae? Aaj hai per kal nahi Saas hai per dum nahi Kaisi hai ye roshni jo karay Andhera! Andhera! Aaj hai per kal nahi Saas hai per dum nahi Kaisi hai ye roshni jo karay Andhera! Andhera! Andhera Andhera
9.
Alvida 05:06
Chalta raha, tere liye Bhoolay chala Jalti ye raah Iss raah per jalnay chala Kho dunga paaya jo khodunga Jeelunga khoya hun per jee lounga Alvida! Alvida! Aaegi yaad, aik pal ko tou Rulaegi yaad Kaise kahun? Kal jeenay ko dukhta hun aaj Kho dunga paaya jo khodunga Jeelunga khoya hun per jee lounga Alvida! Alvida! Alvida! Alvida! Alvida! Alvida! Alvida! Alvida!

about

Ailaan-e-Jang (War Cry) is Karakoram's debut studio album, released on February 21st, 2021.

credits

released February 21, 2021

Ailaan-e-Jang by Karakoram
Lyrics by Sherry Khattak, Bilawal Lahooti and Omair Farooq

Vocals/Guitars by Sherry Khattak
Guitars by Zain Peerzada and Annan Noukhez
Bass by Omair Farooq
Drums and Percussions by Bilawal Lahooti

Recorded at Xth Harmonic Studios in Lahore, Pakistan
Mixed and Produced by Zulfiqar J. Khan
Mastered by Elliot James Mulhern and Tom Waltz

Photography by Moiz Alvi
Album Cover Art by Azeem Hamid

Released, Licensed and Distributed by Rearts

license

all rights reserved

tags

about

Karakoram Lahore, Pakistan

Karakoram is an alternative rock band from Lahore, Pakistan with a wide and unique soundscape from hard hitting rock to soulful spacey arrangements.

The band includes Sherry Khattak on vocals and guitars, Omair Farooq on bass, Bilawal Lahooti on drums, Zain Peerzada and Annan Noukhez on guitars.

Karakoram released their debut album titled 'Ailaan-e-Jang' in February 2021.
... more

contact / help

Contact Karakoram

Streaming and
Download help

Report this album or account

If you like Ailaan-e-Jang, you may also like: